Jahan per ek taraf Shagun to samajh gayi the ki sukun itna jyada Dard mein kyon ki kyunki jitna bahar ki taraf Dard tha utna hi andar bhi tha matlab ki jitna Junoon bahar khada hokar vaise hi tadap Raha tha utna hi andar sukun tadap Rahi thi aur aisa nahin tha ki kaise Mohabbat Kar leti aise Insan se jisne uski jindagi barbad ki thi ....
lekin jo attachment hoti hai use khatm karna aasan nahin hota hai aur is waqt Shagun ke dimag mein yahi chal raha tha ki vah sukun aur Junoon ke bich mein attachment khatm Kar degi bhale Hi Junoon Kitna bhi bada aadami tha lekin iske andar Dil nahin tha Ab use Shagun ko aisa lag raha tha ki sirf aur sirf Sukoon Junoon ke liye jid Bankar rah gai thi....
Write a comment ...